Pakeezah Lyrics – Ungli (2014)

Oo.. pakeeza re
Naino se ye dil gira re
Oo.. pakeeza re
Ab dil mein tuhi ghira re
Baatein teri lab pehne to
Labon se kaise sajde hon

Ishq tera mera rab se zyaada
Ishq tera mera pakeezah hai ra
Ishq tera mera rab se zyaada
Tujse hi ye chahe pakiza…
Pakeeza.. pakeeza re

Nuur si hansi ye kahin jo barzaye tu
Ruuh ki kushi tu ye jina sehelaye tu
Hashr meraa tu ibtetha,
Uns tera tu jaaveda..
Ho zindagi kuch nahin tere bina

Ishq tera mera rab se zyaada
Ishq tera mera pakeezah hai ra
Ishq tera mera rab se zyaada
Tujse hi ye chaahe pakeezah…
Pakeeza… pakeeza re

Pakiza re..
Oo.. pakeeza re
Naino se ye dil gira re
Oo.. pakeeza re
Ab dil mein tuhi ghira re
Baatein teri lab pehne to
Labon se kaise sajde hon

Ishq tera mera rab se zyaada
Ishq tera mera pakeezah hai ra
Ishq tera mera rab se zyaada
Tujse hi ye chaahe pakeezah
Pakeeza… pakeeza re